Lala la laa
Lala la laa
Lala lala lala aah ha ahaa

Tanha reh tanha
Tanha reh
Tanha reh tanha
Tanha reh

Tanhaee ka hai apna hi maza
Aah
Tanhaee ka hai apna hi maza
Ohhh
Tanhaee ka hai apna hi maza
Aah
Tanhaee ka hai apna hi maza

Kisi humsafar ki talaash sach kahoon
Kisi humsafar ki talaash sach kahoon
Hai meethi saza

Tanha reh

Tanha reh tanha
Tanha reh 
Tanha reh tanha
Tanha reh 

Koi bhi ho chand dino hi saath rahega
Bas phir kya bechara dil aahe bhare ga
Koi bhi ho chand dino hi saath rahega
Bas phir kya bechara dil aahe bhare ga

Khoya rahega yaadon mein bechain rahega
Ulti sidhi ajab ajab se sapne dekhega

Socho meri baaton ko tum zara
Socho meri baaton ko tum zara
Na na ho khafaa

Tanha reh tanha
Tanha reh
Tanha reh tanha
Tanha reh

Tanha reh
Tanha reh

Lala la laa
Lala la laa
Lala lala lala aah ha ahaa

Waise bhi jeevan ka hai yehi fasaana
Dunya mein tanha aana tanha jaana
Waise bhi jeevan ka hai yehi fasaana
Dunya mein tanha aana tanha jaana

Ohhh
Socho meri baaton ko phir zara
Socho meri baaton ko phir zara
Yu na ho khafaa

Tanha reh
Hoooo
Tanhaee ka hai apna hi maza
Aah
Tanhaee ka hai apna hi maza
Ooh
Tanhaee ka hai apna hi maza
Aah
Tanhaee ka hai apna hi maza

Kisi humsafar ki talaash sach kahoon
Kisi humsafar ki talaash sach kahoon
Hai meethi saza

Tanha reh tanha
Tanha reh
Tanha reh tanha
Tanha reh
Tanha reh tanha
Tanha reh
Tanha reh tanha
Tanha reh
